Header Ads

Header ADS

SHEIKH CHILLI SONG LYRICS

Sheikh Chilli full Song Lyrics with English Translation and Real Meaning explanation from latest Single track by Raftaar, The song is Raftaar’s reply to another Rapper Emiway Bantai’s Diss song (disrespecting songs on someone) on Raftaar, The song is composed by Raftaar & Instine, the Lyrics is easily identified to be penned by Raftaar with good amount of Sarcasm mixed reality. The music is available only on Raftaar’s own company.Sheikh Chilli is used in this song to describe someone who lives in his imaginary fairytale land, who is in delusion, and someone who needs to be awaken up to face the harsh reality.

Song name
sheikh chilli
singer
Raftaar
lyricist
Raftaar
music
Raftaar,Instine
Director
Grim

SHEIKH CHILLI | RAFTAAR ( YEH DISS GAANA NAHI HAI ) - YouTube

                                                                  Yeah!                                                                                                                                 Raftaar!
I’m sad yeh karna pada yaar
Sheikh chilli
Sheikh chilli
Sheikh chilli
Sun, tu bhai nahi yaani ki tu bantai nahi hai
Tu bantai chhod tu to banda hi nahi hai
Chup rehna mera banta hi nahi
Mujhe sab dikhta hai meri band eye nahi hai
Tera bhai Baabu Bhand high nahi hai
Wo sach bolta hai, sach jamta hi nahi hai
Tere mere jaise boht kare kaam
Par scene mein koyi khaas zyada dhanda hi nahi
Sachchai yahi hai ki opportunity nahi
Sachchai yahi hai logon mein nahi unity
Ego hai pahad pe
Yeh khud chane ke jhaad pe
Yeh khud ki mudke chaatein
Bolein duniya mujhko poojti
Main tera bhai, tera bhai
Jo tu nahi mera bhai
Toh tabaahi hai, tabaahi
Tu hoga high mere bhai
Jo toone sun ke interview akal nahi chalai
Kadak ban, mat ban tu dhokla
Aakalmand nahi chhote tu to nikla dogla
Ladakpan mein bhi nikla not hard
Sadak band, aage band naka tere road ka
Yaad dilaun kya
Aye, aye
Yaad dilaun kya
Chhote..
Yaad dilaun kya
Yaad dilaun tu milne ko aaya tha
Maine bulaya tha
Sath bithaya tha, khana khilaya tha
Vaapas na bheja hotel mein sulaya
Bandra ke studio mein booking karaya
“Purple Haze Studios”
Naam yaad mein aaya kya
Studio wala kiraya tujhse bharaya kya
Apne se peechhe bataya kya
Apne se neeche dikhaya kya
Apne seene se lagaya tha
Kitni khushi se main gaana karaya tha
Dubb tera, tab tera tevar alag tha
Tu ladka kadak tha
Mujhe aaya tujhpe bhi pyaar ghazab ka
To likha tera aadha verse sadak ka
Aaja mukadama bithata hoon
Sadma laga hai to baad mein aata hoon
Tujhko to yaad hi hoga
Jo yaad nahi hai to yaad dilata hoon
Viral na hota se label ka rok nahi
Yeh line’on ka raaz jo kabhi nahi kholega
Maa ki qasam mujhe ab teri baari
Tu sachha musalma jhooth nahi bolega
Jhooth nahi bolega
Yeh ladka jhooth nahi bolega
Yeh kuchh bhi nahi boleg
Thoda bhi nahi ab ye mute hi ho lega
Dukh hai ke mujhko batana pada
Jatana nahi tha, jatana pada
Mere ghar pe tu dish kha ke
Mujhpe hi diss laya
Mujhko bhi langar lagana pada
Naache tu flow mein, ae
Mere Delhi ke show pe, ae
Maine sabse milaya tha, ae
Khud peechhe ka hoke
Mumbai mein show tha
Tu mera bro tha
Bro hi na hota to show pe na hota
Maine tujhe sirf ijjat dilayi hai
Bhai ko dukh hai ki ijjat pe aayi hai
Izzat kamaa ke na izzat ganwa
Show pe jo the woh hain mere gawah
Ungli daba chhote mutthi bana
Gussa tu kar par muh ko na sadaa
Bachpana, bachpana
Bachkani baatein band kar zara sach bata
Paise ki baat hi nahi thi
Maine bola Divine bada hai tu tab sadaa
Aaj ka sach yehi hai
Ki haal filhal uski ijjat badi hai
Tu picture mein aa raha hai chhote
Naezy aur usspe wo picture bani hai
Sach, chalti hai gali gali gali gang
Tabhi to Emi ki jali jali jali gand
Halki hai baatein, heavy bas slang
Kal hai tu halka hai tera plan
Samajh mein aaya kya
Samajh mein aaya
Magaj mein aaya
Magaj mein aaya
Yaad mein aaya kya
Yaad mein
Main tere baad mein aaya kya
Chillane se bante gaane kya
Chillane se bante sayane kya
Yede chaalein karke public ko bana rahi hai
Public mein andhe ya kaane kya
Janta ki chhamta hai mamta bhi degi
Aur jamta nahi hai to ghanta hi degi
Baaton ka matlab badal ke batane se
Soche ki jaldi se janta badhegi
Bhai se seedha tu chhote pe, na
Umar mein mujhse yeh chhote hain
Seekha maine tujhko apna bana ke ki
Apne hi kameene hote hain
Kameene hote hain
Apne hi kameene hote hain
Samajh mein aa gaya chhote mujhko
Samajh mein aa gaya
Aye huh
Chal kuchh baat aur
Dhyan se sun-na
Tu mujhe chhota bola, kyun ki ego teri hurt hai
Main tujhe chhota bola, kyun ki 8 saal ka fark hai
Chhote tu Shahrukh nahi, Shahrukh bas ek hai
Aur tu Shahrukh Sheikh nahi, Shahrukh snake hai
Hisss..
Sachai hai ye gaana nahi diss
Samajh mein aaya kya!!

 

No comments

Powered by Blogger.